Re: Timepass - February
mai usually zyadah baat nai krti :no:
Rarely zyadah baat krti hoon…aur isi tarah kabhi kabhi extra khamosh ho jati hoon
Thora kaam krti hoon mai ![]()
Sirf cooking se jaan nikalti hai ![]()
Once my bro asked me…cooking kyon nai pasand…
I replied…
Imagine wasting 2 hrs to make something which will be in the drain in the next 2 hrs
![]()