Timepass - February

Re: Timepass - February

Main to nahi kar raha

Mujhe woh wale cake bhi nahi pasand

Aap karen saaf

Maine Aaj Rasmalai khai
Hum gaye to waiter ne bataya k Rasmalai banani shuroo kar di hai

Main bola le aao bhai
kitne dino se nahi khai due to sardiyan(sardiyon mein banate nahi)