Timepass - February

Re: Timepass - February

Ghum bantna to suna hy ye ghum phelana konsa fashion hy?:stuck_out_tongue:

khud bhe dukhi or logon ko bhe dukhi krty hain:emmy:

dil ki dukhi baten dil me chupa k rakhen:p