Re: Timepass - February
aaaaaawwwww…meraa bhaanjaa jab chhoTaa tyhaa to gaaoN gayaa aur wahaaN baarish meN bheegii huii soft deevaar dekhii to mere bhai ne kahaa k yeh chocolate kii deevaar hai to us ne aao dekhaa na taao aur deevaar se miTTii noch ke khaa gayaa aur bolaa **“yeh chocolate meeThii nahiiN hai!” **
![]()