Timepass February 2015 _ Jashn e BaharaN

Re: Timepass February 2015 _ Jashn e BaharaN

Khaali kabaab yaa paraaThe ke saath yaa phir Biryani ke saath?

ab mujhe bhii bhook saKht lag gaii hai…sochtaa huN India se laaii huii kuchh miThaaii hii khaa luuN…aap khaaiyegaa? :slight_smile: