Re: Timepass February 2015 _ Jashn e BaharaN
waah, Rs 90 kii income ho gaii aapkii!
maiN bahot pahle kii baat kar rahaa thaa…aaj se koii 50-60 saal pahle…vohii zehniyat maaN baap kii chali aa rahii hai…kifaayat sho’aarii kii! ![]()
shukran, yaa Habibi! ![]()