Re: Timepass February 2015 _ Jashn e BaharaN
lol, chai apni apni
…waisay abhi news main dekh raha hooN..lahore main larki nay apni friend ko maar kar body suitcase main chupa di aur peshawar main bhatta khor larki arrest hou gayi…aweiN mard badnaam haiN:smokin: