Re: Timepass February 2015 _ Jashn e BaharaN
waisey you would have to be intihai selfish to be in that position. I mean in players, jin ko itne paise ya shohrat milti hai, awam hi ki waja sai milti hai lekin inhain awam ka koi hayal hi nahi.
zara si bi sharm nahi in logon main.