Timepass February 2015 _ Jashn e BaharaN

Re: Timepass February 2015 _ Jashn e BaharaN

what?? :teary1: kisne keh diya lahore me maze hain, me naak ki seedh me jata hoon and naak ki seedh me wapis aata hu :crying:

Jee net to har waqt on rehta hai per mobile dekhne ka bhi time nahi hota naa.