Re: Timepass February 2015 _ Jashn e BaharaN
Hanji abhi bas 3 hours me nikalna hai hunting ke liye.. Uske liye tayari kerke thak gaya hu, ab soch raha hu 2-3 ghante araam hi ker lu.. Kal pics share karunga InshaALLAH..
Hanji but me medicine nahi khata siwaye dispirin ke wo bhi jab headache ho bohat ziada..
Aray mere pyare bhai kya haal hai.. Bhai jaan abhi ki maafi mil sakti hai kya ![]()
I’m damn tired and having backache.. 3 hours me nikalna hai mujhe aur thakaan se bura haal hai :-\