Timepass December 2014 (Bheega Huwa Mosam)

Re: Timepass December 2014 (Bheega Huwa Mosam)

O achcha, ab samjha, aap sharaab ki nahi, shabaab ki baat kar rahay thay.

Shareer kaheen kay. :blush:

Ye taira naazuk badan hai
Ya koi mehka gulaab
Kiya karoon ta’reef tairi
Har ada hai, lajawaab :chai: