Timepass-December 2013

Re: Timepass-December 2013

ab mere merii chhajjewaali ke chhajje ko nazar na laago, bh’ii! :cb:

to, kaNwaariyoN meN interest kaa kabhii koii zikr bhii to nahiiN kiyaa aapne kabhii! :cb: :wink:

MQM se moHtaramah kaa kia ta’alluq hai? kia yeh bhii Dilli, Lakhnau yaa Jhumri Talaiya se haiN? :hmmm: