Timepass-December 2013

Re: Timepass-December 2013

sach mae .. tu karachi ko kyun aisa ker diya :frowning:

rikshaw ke pass se bhi bike guzerti hai na zara si bhi qareeb se meri jaan nikal jati hai ke kaheen kuch hu na jaye .. jab bhi traffic ae phans jatey hain :frowning: