Timepass-December 2013

Re: Timepass-December 2013

bad mazaa hii to biktaa hai…lazeez khaane dhare ke dhare hii rah jaate haiN…hamaarii taste buds bhii ab jawaab de chukii haiN…bad-mazaa khaanoN kii lat jo paR gaii hai! :smiley:

maiN to chalaa barf saaf karne…Allah Haafiz :frowning: