Re: Timepass-December 2013
haN yeh to bahot saHeeH mushaahidah hai aapkaa…aur shaadiyoN meN dastarKhowaan pe Donga aate hii us meN se saarii boTiyaaN apnii plate meN Daal lete haiN…:D**
vaise, kia koii aisii statistics hai jo show kartii ho k mullaa Hazraat gosht Khorii ke sabab heart attack se ziyaada marte haiN? **![]()