Timepass-December 2013

Re: Timepass-December 2013

ok boss! :slight_smile:

yeh tareeqa achchhaa nikaalaa tum ne…chalo, chai banaane se peechha chhooT gayaa u kaa! :stuck_out_tongue:

mere bhai kaam Kharaab kiyaa karte the aur maiN Khushnoodii Haasil karne ke liye saare kaam achchhaa kiyaa kartaa thaa to yeh huaa k maiN ghar ke saare kaam karne lagaa aur bhai ko chuuTTii mil gaii…unko achchhe achchhe kaam milne lage…jaise, Delhi Bombay vaGhaira jaane kaa! :smiley: