Re: Timepass-December 2013
hahahaha okayy boss ![]()
yahan btanay mein kya harj hy,hath laal peelay yahan thori hongay ![]()
mujh se chaaye kabhi achi nhi bni pata nhi kyun ![]()
ek bar mummi k liye bnai to unhon ne kaha ainda tum kabhi na chaaye bnana meray liye ![]()