Timepass- December 2012

Re: Timepass- December 2012

wow. Kal se aap hamen Pashto sikhaiye

Re: Timepass- December 2012

Oh I see

Haan

batao

Mujhe nahi pata

Re: Timepass- December 2012

:salam: baby :hug: itni der?

Re: Timepass- December 2012

:wsalam:

Ji

busy tha

Aap sunaain kiya haal hai???

Re: Timepass- December 2012

Allah ka karam hai..

aap kiya bachon ko lori suna rahe the.. bhabi kahan hai?

Re: Timepass- December 2012

konse bache

konsi wali:@:

Re: Timepass- December 2012

aap ke 3 bachon ki amma

Re: Timepass- December 2012

bache to nahi hain

aap k hain kiya???

Re: Timepass- December 2012

mera to ek hi baby hai. GS Baby

Re: Timepass- December 2012

Us k ilawa

darjan do to honge hi:e6:

Re: Timepass- December 2012

hain to nahin.. lekin irada hai.. magar waqfe se :wink:

Re: Timepass- December 2012

Good

Jitne bhi hon

Ek ko military mein zaroor bhejna:smokin:

Re: Timepass- December 2012

wo kiyun?

Re: Timepass- December 2012

mulk ki khidmat karen ge

Re: Timepass- December 2012

mulk ki khidmat karne ke liye fauj main bhejna zaroori nahin.. fauji mulk se ziada apni khidmat karte hain :bummer:

Re: Timepass- December 2012

Haan
un k paas aur kuch karne ko hai nahi na

bechare sipahi kat’te hain aur officers aish karte hain:hehe:

siyasat mein bhej do fir

Re: Timepass- December 2012

hamare mulk main siasat daan se ziada kutte ki izzat hai

Re: Timepass- December 2012

kya ap apni family planning k batain private main nahi kar sakty :emmy:

Re: Timepass- December 2012

Nahi.. public awareness zaroori hai

Re: Timepass- December 2012

kyon ? :5: