Timepass- December 2012

Re: Timepass- December 2012

Oho

Aap tasneef ka naam kiya hai:p

Oh haan

woh to jin ka moonh har waqt hilta rehta hai(un larke aur larkiyon ko khachar kaha jata hai:hehe:)

Re: Timepass- December 2012

konsi tasneef

Re: Timepass- December 2012

paan khane k aadab:p

Re: Timepass- December 2012

Paan khae sayyan hamar

Re: Timepass- December 2012

Oho

Pan khane wali bhabhi hi mili thi:hoonh:

Re: Timepass- December 2012

kabhi kabhar khane main kia harj hai

Re: Timepass- December 2012

Oh to

kabhi kabhar peene mein kiya harj hai:mudhosh:

Re: Timepass- December 2012

paan khane se hawas khatam nahin hote.. insaan bande ka puttar hi rehta hai

Re: Timepass- December 2012

lekin jab kuch badtameez log paan thookte hain to kutte ki tarah lagte hain:@:
(kutta jahan chahe kar deta hai)

pi k konsa gadha ban jate hain log:hehe:

Re: Timepass- December 2012

badtameez log to bina khae piye badtamezi karte hain

Re: Timepass- December 2012

Oh haan

bhooke pait to koi bhi badtameezi kar sakta hai:hehe:

Re: Timepass- December 2012

tabhi siyasi jalson main log khane per laRte hain

Re: Timepass- December 2012

Un ko smajh nahi aati

bhook lagti hai to.......

Re: Timepass- December 2012

bhook lagti hai to....... chaand bhi roti lagta hai

Re: Timepass- December 2012

aisa ka

& what about salan???

pathar bhi botiyan lagti hain:hmmm:

Re: Timepass- December 2012

police walon ko shareef aadmi murga lagta hai

Re: Timepass- December 2012

don’t tell me U are shareef:barbie:

shareef to sirf nawaz shahbaaz ya phir baabra hai:p

Re: Timepass- December 2012

Umar bhi shareef hai

Re: Timepass- December 2012

Oh haan

shareefon ke puttar bhi shareef:hehe:

Re: Timepass- December 2012

ek shareef ki beti to bali jatti nikli.. way bakery waliya