Re: Timepass- December 2012
heater me pare rahen gey ![]()
Re: Timepass- December 2012
heater me pare rahen gey ![]()
Re: Timepass- December 2012
Mujhe to sab chalta hai
Yahan
Kahab ho???
Re: Timepass- December 2012
![]()
Kaise hain Sab???
Re: Timepass- December 2012
shuker hy ap aey ab sone ja rahi thi
Re: Timepass- December 2012
Haan aa gaya
nikaalo Mere paise:p
Re: Timepass- December 2012
theek thaak.. baby dua karo aaj mera interview hai
Re: Timepass- December 2012
Allah Pak apko kamyaab karay
Re: Timepass- December 2012
Khair to hai
aaj kal sab log interview de rahe hain:hmmm:
Waise sunday ko konsa interview hota hai:hmmm:
Haan sirf ek interview hota hai:e6:
Kiya koi larki Aap ka saath maangne aa rahi hai:eek:
Re: Timepass- December 2012
boht se mulkon main Sunday on hota hai.. bataya to tha ![]()
Re: Timepass- December 2012
InshAllah sub theek ho ga, meri duaein aap kay saath hain. be confident when giving interview and keep your body language very positive.
Re: Timepass- December 2012
Muqaw us larki ko mera Salam labour ga.
Re: Timepass- December 2012
Interview phone pe hai.. aur mera gala kharab hai :sid:
Re: Timepass- December 2012
Haan aa gaya
nikaalo Mere paise:p
apna pata bato bhej dungi 1pence
Re: Timepass- December 2012
jiia.. aap duaen nahin do gi ![]()
Re: Timepass- December 2012
Kab bataya tha:naraz:
Re: Timepass- December 2012
ek- deRh mah pehle.. aap ne kuch help bhi ki thi.. yaad aaya?
Jeetay raho, khush raho, sada suhaghan raho.
Re: Timepass- December 2012
![]()
Kiya zamana aa gaya hai:hayaa:
Re: Timepass- December 2012
Are woh:e6:
Maine Us lakri ka phone number bhi Aap ko sapurd e phone kiya tha
Hai na:e6:
2 number thay 2 lakriyan thin:wink:
Re: Timepass- December 2012
![]()