Timepass- December 2012

Re: Timepass- December 2012

:wsalam:

theek hain
baal bache bhi takre hain
aur kiya reh gaya:hmmm:

Aap sunaain

Walaikum Salam

Hakune

net mil gaya???

kaise ho:sadiyah: