Re: Timepass- December 2012
kese hein aap bhaiya ji ??? Bhaiya me BOMB hoon
and bohot shararti mood mein hoon is waqt…
u know mene 10 10 empty msgs bhaij ke 23 logo ko utha diya ![]()
aur 4 logo ne call ki jin me mere 2 chachu bhi thay
hahahahahahahaahahhahahaha ![]()