Timepass- December 2012

Re: Timepass- December 2012

ahaaN, yeh pahle ke zamaanoN meN mumkin thaa magar aaj ke zamaane meN iskaa ulaT ziyaada mauzooN hai…aajkal buzurgoN ko Khayaal rakhnaa paRtaa hai k unke muNh se kahiiN koii sach baat na nikal jaaye jise bachche Ghalat samajh baiTheN…hai na?