Timepass April 2015

Re: Timepass April 2015

aur main is waqt garm garm jalaibiyaaN bhi khaa raha hooN karachi ki aik mashoor shop ki aur sheera munh say gir raha hai aur ammaN ki daant bhi paRi hai kay tameez nahin hai khaane ki :omg: