Timepass-April 2014

Re: Timepass-April 2014

bas ji garmi ki amad amad hai.. so MAJJON ko charge kerne ke liye intzaam ker raha hoon :hehe:

aap sunaein kese hein.. wahan garmi ne dairaa daal liya ??

Re: Timepass-April 2014

ji idhar bhi garmi aa gai hai zor shor se.

Re: Timepass-April 2014

kal barish hui thi idhar mausam acha hai.. albata ab garmi kaRakay nikaalne ke liye jamaiyaan le rahi hai :cb:

ghar baar ki sunaein sab thik hai ??

Re: Timepass-April 2014

Muqa Paiee humne apko Hamid Mir tohfa-tan paish kiya tha aapne uska huliya hi bigaar diya :hoonh:

Re: Timepass-April 2014

hamare liye konsa tohfa tha? chalo aram kar le kuch din

Re: Timepass-April 2014

is baar to hamla ker liya hai, lekin agar agli baar hamla hua :ASA: AUR WO BACH gaya, to kisi ki khair nahi :D

Re: Timepass-April 2014

Geo News pe 8 baje ab kon tha tha kar ga :hm: :shikari:

Re: Timepass-April 2014

aap chale jaaeiN…

Re: Timepass-April 2014

ye kab hua :hayaa:

:wsalam: tussi kithey chaley gaye hu majj tey beth ke :hmmm:

our nahi tu kiya :hehe:

Re: Timepass-April 2014

kya hu raha hai wahan :hmmm:

Re: Timepass-April 2014

Arts se related kuch hota to main kuch kar leta, yahan to log laRane ka mamla hai

Re: Timepass-April 2014

hahaha, but paisa tou hai :x2:

Re: Timepass-April 2014

kyun :emmy: ye gussa kis baat pey aya hai :asa:

App ko tu Life1 mae le ker jaun gi :hbk:

abu aj aap k shehar ja rahy hain

Re: Timepass-April 2014

wahan kia hai?

Re: Timepass-April 2014

off topic posts thi

koi shadi attend krni hy

Re: Timepass-April 2014

wahan pe to boht garmi hai.. aur 12-14 hours loadshedding hoti hai.

12:40 py niklen gy ghar sy abhe so rahy hain kal dopahar 2 bajy shadi hy wo attend krty he wapas a jain gy.Shadi waly ghar me to koi intizam ho ga.

abhe tak so rahy hain lgta hy jana nahi hy :cb: