Timepass-April 2014

Re: Timepass-April 2014

Thakur bacha serious ho gaya e

Re: Timepass-April 2014

Theek hai theek hai

Humara time to ho

Re: Timepass-April 2014

nahin hum hari, kali, neeli, peeli, kisi pagRi ko nahin maante…

Na main tota , na khatmal :hehe:

Re: Timepass-April 2014

kadi aa na Karachi khushboo laga ke :wink:

Re: Timepass-April 2014

aap ka time kab aae ga. abhi kiya baali umariya hai?

Re: Timepass-April 2014

hum Arts ko Moderate karte hain wo Arts create karne ki sau sau jatan karti hai

Re: Timepass-April 2014

qul khilane ki baat nahi ki Maine:eek:

Re: Timepass-April 2014

aadha Pakistan to rehta hai Karachi main… ab jis ki jahan likhi ho wahan qul hoti hai

Re: Timepass-April 2014

har dafa mukhtalif jaga hoti hai

:nahi:

aaj jis jaga parhna udhar ka time hone waala hai

Re: Timepass-April 2014

chheti chheti jao.. taake gae na sahi ande ka sawab to mile :hehe:

Re: Timepass-April 2014

Wah wah

kiya baat kahi:salute:

Re: Timepass-April 2014

:eek:

kuch ziyada lambi nahi phaink di:eek:

:nahi:

maut wahan hoti dafan wahan hota magar qul to abaai ilaaqe mein hoti

aur haan

Aap k isi qul waale chakar mein naujawan ghussa ho gaya post # 979:smokin:

Re: Timepass-April 2014

gae(cow) aur ande ka kiya talluq:hmmm:

thora ziyada:hmmm:

Re: Timepass-April 2014

naujawan se keh do.. mere taraf se do niwale ziada khale :snooty:

to kab karoon aap ka bandobast Karachi main :wink:

Re: Timepass-April 2014

kehte hain jume ke roz pehle namazi ko jo masjid main aae, ek oont ka sawab milta hai. thod der baad wale ko gae.. phir bakri. phir murgi.. phir anda.. aur jo khutbe ke waqt phnche uske liye danda :asa:

Re: Timepass-April 2014

Lagtaa ha, ap dono ny jumhay ki namaz nhe parhi..

Re: Timepass-April 2014

Na tota, na khtamaal? Phr tou ap soti Matta hun gy @muqawaa

Re: Timepass-April 2014

wo kia hota hai?

Re: Timepass-April 2014

Muqawa ka matlaab kya ha vasay ?

Re: Timepass-April 2014

Soti mata ka matlaab nhe pata ?