Re: Timepass April 2013
Ye bhi sahi kaha aap ny…Kaafi had tak aysa hota hy…![]()
Re: Timepass April 2013
Ye bhi sahi kaha aap ny…Kaafi had tak aysa hota hy…![]()
Re: Timepass April 2013
Apna Haq Hasil krnay ka Saliqa nhi Shayad…?
Re: Timepass April 2013
hmmm ohkkk ![]()
phir to AC ki bhi zarurat parti hogi kafi ![]()
Re: Timepass April 2013
aisa hi hai, haq pehchane to pehle. 40 saal se ooper ho gaye bheek main diye huwe roti, kapRa, makaan ke waade per behlai hui qom ![]()
Re: Timepass April 2013
is that really a FACT ??
![]()
never knew that
Re: Timepass April 2013
haan ji, yahan to jughiyon main bhi AC chalta hai. bijli free hai ![]()
Re: Timepass April 2013
my GODDDDDDDDDDDDDDDD ![]()
baat khoob pakarte hein aap ![]()
![]()
thik hai thik hai maan liya ![]()
Re: Timepass April 2013
Ji Bhaiya ji…
Re: Timepass April 2013
aisa hai, lekin barish ho jae to mosam boht khushgawar ho jata hai. ye April boht acha guzra hai, her hafte thodi boht barish hone ki waja se mosam normal raha hai
Re: Timepass April 2013
wese Muqawwee Bhaiya ki baat wo neend wali ne to hila ke rakh diya.. never heard about it before
Re: Timepass April 2013
Yes…:k:
Re: Timepass April 2013
lekin barish ke baad to humidity barh nahi jaati ?? ![]()
jisko punjabi me kooattt kehte hein
Re: Timepass April 2013
Ji…Bro ny sahi kaha…
Yahan Paseeny mein Bura haal ho jaata hy…
Lahore mein aysa nhi hota…
Re: Timepass April 2013
yahan barish ke baad samandar ki hawa chalti hai to mosam balanced ho jata hai. 70s tak taqreeban her roz boonda bandi hoti thi. phir mosam badal gaya.
iss main MQM ka koi qasoor nahi, pollution badh gai shehr main. samandar main poday kaate gaye uss waja se
Re: Timepass April 2013
nahi Bhaiya Lahore me aisa nahi hota per kabhi kabhi barish ke baad yahan bhi sans aana mushkil ho jata hai.. jab fizaaa me nami ho
Re: Timepass April 2013
hmmm sahi :k:
acha ji to tang khench rahe hein ab aap ![]()
chalein hum konsa man’ne wale hein ke isme MQM ka haath nahi hai ![]()
Re: Timepass April 2013
![]()
acha…
Main 3 saal reh chuka hon Lahore mein Mujhy kabhi aysa mehsos nhi howa…
Re: Timepass April 2013
maybe… per Sahiwal me aisa hota hai akser
lekin mene to wahan bhi mehsoos kiya hai kaafi baar.. shayed aap aadi ho chuke hein Karachi ke ![]()
Re: Timepass April 2013
aap ko ziada oxygen ki zaroorat paRti hogi na. THA THA THA karne ke liye
Re: Timepass April 2013
iske oxygen nahi NOS ki zarurat hoti hai ![]()