Re: Timepass April 2013
Main bhi theek
ji
halan k Ab to garmiyan aa gai hain
phir bhi neend aai hoti hai sab ko
lekin Aap bhi aaj kal sust huye hue hain
pehle din mein 2 3 dafa motivate karne aate thay
ab 1 dafa salam karne
aur 2sri dafa kabhi kabhar