Re: Timepass April 2013
vote nahi dena mein nay…apna qeemti vote zaya nahi karna…aj tak nahi diya…
jab tak pata nahi chal jata kon sahi banday ka puttar hai…waisay mein sher kay haq mein hon…agar wo agaye tu behtar kaam sar anjam dein gay. lekin ballay ki azmaish dekhna bhi zaroori hai waisay