Timepass April 2013

Re: Timepass April 2013

office main hoon. mujhe subh gaRi main bar bar zehn main aa raha tha ke kahin ruk kar petrol dalwa lun, phir kaha sham main wapsi per dalwa lunga. abhi masjid ki seeRhiyan utarte huwe maine kuch khareedne ka soch kar batwa dhoonda to nahin tha :hayaa: