Timepass April 2013

Re: Timepass April 2013

suna hai sohni ko kabab khane ki aadat thi (machli ke). mehwal her roz machli ka shikaar kar ke uske liye kabab bana ke rakhta tha aur wo darya paar karke kabab khane hi aati thi, jaise hum log Panjnad jaate hai fish fry khane.

phir ek din mehwal ko machli nahin mili.

aage kiya huwa.. janene ke liye dekhiye : sohni bhi kabhi adam khor thi ka agla episode :hehe: