Re: Timepass -April 2012
shandar daire me kya murry brewery ke products bhi hain…![]()
Re: Timepass -April 2012
shandar daire me kya murry brewery ke products bhi hain…![]()
Re: Timepass -April 2012
yaar aik dafa mairay angraiz boss key friend kahanay lagi village jana hay main nay apnay aik dosst say baat key aur main uss ko lay gia bhai chand he minutoon main pooray gaoon main khabar phail gai aur looog deewana waar meeloon door say angraizini ko daikhnay aana shur ho giay
![]()
aab uss bay chari ko sair to kia karni thi aur mujhay to dar lag raha tha kah logoon key nigahoon key garmi he say nah pighal jay ![]()
Tubewell par ja kar kahnay lagi kah nahana hay main nay kaha bibi yah harkat agar key tou yah loog mairay aur mairay jageerdar doost ka bhi lihaaz naheen karain gaiy aur utha kar lay jaain gaiy tumhain ![]()
Re: Timepass -April 2012
yah to aam mil jati hain ![]()
Re: Timepass -April 2012
mai kyo daikhoon aap khud hi daikhien eder uder ![]()
PS: ![]()
Re: Timepass -April 2012
tubewell per nahana tha usse…![]()
hamare gaon me jab kabhi koi car ati to sare bachche uss car ke pichhe bhagte the jab tak ke wo car gaon se bahar na chali jaaye…![]()
Re: Timepass -April 2012
mashaALLAH mashaALLAH
sukar hay aap ka farm pakistan main nai hay warna aap ko Mr. Zordari ko hisa daina parhta :@:
Re: Timepass -April 2012
aap ko kesi aise gaaaon le k jana chiye tha jana loug na rehte hon ![]()
Re: Timepass -April 2012
aap ka taluq b IT se hay na ![]()
Re: Timepass -April 2012
nai sirf khansi hi ati hay
sar sard neend pori na hone ki waja se ya pir dieting kar kar k bhoka rehne ki waja se hota hay ![]()
Re: Timepass -April 2012
nai kai koi khait pe qabza karne tu nai agaya ![]()
Re: Timepass -April 2012
yeh toh koi sazish lagtee hai
Re: Timepass -April 2012
matlb car ko kehte the k ja chali ja hamre gaoon se . . . ![]()
Re: Timepass -April 2012
poetry walo. ![]()
Re: Timepass -April 2012
aaj aap ne na salam kiya
na poetry waloon ko uthne ka kaha
ar na hi zalim sannan ka koi zikar kiya
lagta hay aaj pir aap ko nashta nai mila ![]()
![]()
Re: Timepass -April 2012
Ooper parho
zalim Sannan ka kuch nahin ho sakta, woh toh sirf barkein hee marta hai. ![]()
Re: Timepass -April 2012
Ji nahi car ko company dete the…![]()
Ji mashallah idhar india me yeh khatara nahi hai…![]()
Re: Timepass -April 2012
jite rahien khush rahien
aaj pir aap ko baassi chai pini parh rai hay ![]()
Re: Timepass -April 2012
mai oper kyo parhoo ![]()
wese mai aap ki aaj subha ki first post ki baat kar raha tha ![]()
aap ki terha ![]()
Re: Timepass -April 2012
car waloon ko company kyo nai daite :@:
Ji nahi car ko company dete the.......:@:
Ji mashallah idhar india me yeh khatara nahi hai.............:D
yaha hay sadar hi aisa hay k . . . . :-D
Re: Timepass -April 2012
tubewell mai nahane ka mazaa he aur hota hai :D
is gs having priblems loading on mobile ?