Re: Timepass -April 2012
kehnay ka matlab yeh hai kay ager main apnay app say baat kar raha hon to yeh meri khud pasandi hai.
waisy kafi log salam aur uska jawab day rahay thay to main dono ko aik hi main nabeet diay.
Re: Timepass -April 2012
kehnay ka matlab yeh hai kay ager main apnay app say baat kar raha hon to yeh meri khud pasandi hai.
waisy kafi log salam aur uska jawab day rahay thay to main dono ko aik hi main nabeet diay.
Re: Timepass -April 2012
![]()
main so gaya tha abb uth gaya hoon ![]()
Re: Timepass -April 2012
dobara so jao
Re: Timepass -April 2012
q.. ghar main chori karni hai kia ![]()
Re: Timepass -April 2012
woh kiyon bataon ![]()
![]()
Re: Timepass -April 2012
see.. samajh gaya main.. abb to nahi sonay wala main ![]()
Re: Timepass -April 2012
darpok
Re: Timepass -April 2012
chakku hai mere paas uncle.. main nahi darta ![]()
Re: Timepass -April 2012
AK47 kay samnay chaku kya karey ga, yeh larka stone age mein rehta hai.
Re: Timepass -April 2012
AK47 ![]()
main chor ko peechay se
maroon ga aur phir botiaan bana doonga ![]()
Re: Timepass -April 2012
lagta hai kissi qasai kay haan naukri ker chukey ho.
Re: Timepass -April 2012
![]()
Re: Timepass -April 2012
her baqar eid pe khud he gaye giratay hain alhamdulillah ![]()
jeetay rahain aur khush bhi ![]()
Re: Timepass -April 2012
![]()
:salam2:
Re: Timepass -April 2012
can anyone guess who is she
Re: Timepass -April 2012
yeh ek laRkii hai ![]()
Re: Timepass -April 2012
Kia ye ab tak zinda hai?
Re: Timepass -April 2012
wo tu jb mai ne she likh diya tu usi se pata chal gaya k larhki hain
wese poet hain ab in ka naam kaya hay ![]()
Ji zinda hain
Re: Timepass -April 2012
Kia inke behn bhai bhi likhte hain ![]()
Re: Timepass -April 2012
Zakia Ghazal to nahiiN? ![]()