Timepass -April 2012

Re: Timepass -April 2012

i think ye quote muqa bhai k liye likhi gai hay

Give a man a fire and he's warm for a day, but set fire to him and he's warm for the rest of his life.

Re: Timepass -April 2012

:salam: subah ho gayee? :chai:

Re: Timepass -April 2012

Majnoon walla haal hay kah bahanay bahanay say naam aa jay sahi :omg:

Muqa bhai aur aap kay hukam ser aankhoon par aur main aisa topic open karoon ga kah unn ko :wub: to aana he paray ga :@:

Hum tou dostoon key khatir bila-khouf-o-khatr aag main kood partay hain :hbk: (ghareeb jo hoye :bummer:)

Re: Timepass -April 2012

IS bhai aap to chah gaiay :omg: :rotfl:

Re: Timepass -April 2012

:wsalam:
hamra liye to subah ho gaia par muqa bhai say pooch lain jo sari raat Akhtar shumari kartay rahay :wink:

Re: Timepass -April 2012

aap ko pata hay k muje na tu aise wese koi message ate hain ar nahi muje aise wese messages ka koi shouq hay :@:

kaya khoob guzre gi tu mil baithian ge unparh-ghareeb 2 :bummer:

kal records post hoi hain poetry forum main liken muqa bhai kai ar bz the :@:

Re: Timepass -April 2012

:wsalam: jite rahien khush rahien
ji uth jain aaj shayad aap ko nashta mil hi jaiye
:@:

Re: Timepass -April 2012

IS Bhai waise aap ka mufti pun kab kaam aae ga... jaen aur R&S main sawab e daren hasil karen..

Re: Timepass -April 2012

jo b thread open karien un mai ye line shamil karna nai bolna

Re: Timepass -April 2012

:hat:

Re: Timepass -April 2012

filhaaal waha sannan bhai hi kafi hay sawab e daren k laiye :@: pehle aap un ka sawab e daren tu hazam kar lain :@:

Re: Timepass -April 2012

Aap deen ki rah main nikalte hue sharmae nahin... Sannan to naya naya mufti bana hai, iss liye uski baat ko wahan serious nahin lia jae ga.. aap koi garma garam behas cheren to mane.

Re: Timepass -April 2012

ji garma garma behas karni mujhe nai yai ye kaam sirf Sannan hi ache tareeqay se kar sakta hay :@:

Re: Timepass -April 2012

Ye to apni zimma dari se bhagne ka bahana hai :@:

Re: Timepass -April 2012

but 3 din se aap apni ZIMMA DARI bohat khooob nibah rahe hain :@:

Re: Timepass -April 2012

shuru shuru main youn he hota hay :fatee: :wink:

aap ko dar lagta hay kia :wink: waisay mujhay multi ka bhi pata lag gia hay uss key :omg: :rotfl:

yah to aap key muhabat hay IS bhai warnah main nacheez aur R&S main bahas :teary2:
sannan ahamd jazbati mood main :stuck_out_tongue:

Re: Timepass -April 2012

Muqa bhai kay liye yah smily :wub: add karna mat bhola karain :omg:

Re: Timepass -April 2012

taza taza shair muqa bhai ki nazar

Dekhi jo meri nabz to Ik lamha soch kar
Kaaghaz liya Aar ishq ka beemar likh diya

Re: Timepass -April 2012

*ju aaj dushman hain kall the saathi, ju aaj saathi woh kall the dushman

Zamana badla hay tum bhi badlo, munafqat ki kitab likho*

Re: Timepass -April 2012

shuru shuru mai aisa kaya hota hay :hmmm:

zaida jazbati na hon abi aap ne Religious forum mai postian b karni hain :@: