Re: Timepass -April 2012
DSL lagwa lain aap kab tak dail up istamal karian ge :@:
yeh kya hain?
main to gsm modem use kerta hun......:D
Re: Timepass -April 2012
DSL lagwa lain aap kab tak dail up istamal karian ge :@:
yeh kya hain?
main to gsm modem use kerta hun......:D
Re: Timepass -April 2012
main to aadi hoon aur aap ko bhi pata hay leekan muqa bhai say yah tawaq nah thi :hinna:
woh to kal apna rang dikha dia tha inhoon nay ![]()
Re: Timepass -April 2012
shayad makhan per se fisala ker sannan bhai ko girana chahte hain.........:D
matlb pir wo kahien ge k
sannan u gire howe insaan main u se baat karna pasand nai karta :@:
Re: Timepass -April 2012
main to pahlay he buhat munkasir ul mizaaj sahkah waqa howa hoon :halo: woh kia kahtay hain angraizi main down to earth
raza bhai hotay to bata daita iss key angraizi
@eshal raza;
Re: Timepass -April 2012
nai muje doctor ne manah kiya howa hay ![]()
Re: Timepass -April 2012
aap b soch main parh ge ![]()
ik dafa try kar k daikh lain shayad wo ghussay wale sirf nazar ane ki had tak hon ![]()
aap un ka baija howa makhan religious mai fwd kar dain ![]()
Re: Timepass -April 2012
main empty head kay sath soch main kaisay par sakta hoon ![]()
aap try kar lain ![]()
Re: Timepass -April 2012
google pe ja k khud daikh lain ![]()
agr main itna prha likha hota tu main GS ka VP na hota . . . . ![]()
Re: Timepass -April 2012
aaadi hain tu itna rona rone ki koi zaroorat nai hay ![]()
aap muqa bhai ko gargat keh rahe hain ![]()
Re: Timepass -April 2012
down to earth matlb zemeen k neache ![]()
aap zameen k neache waqa howe hain ![]()
Re: Timepass -April 2012
mai kese try kar sakta hon :hinna:
Re: Timepass -April 2012
acting zaroori hay ![]()
main nay to naheen kaha leekan aap nay kah dia ![]()
Re: Timepass -April 2012
pata naheen :hinna:
aisay ![]()
Re: Timepass -April 2012
makhkhan to aap nahi khate hain…![]()
waise ye margarine kya hota hai:konfused:
Re: Timepass -April 2012
kyo aap ko makhan zaida pasand hay is laiye ![]()
indirectly tu aap ne kaha tha na ![]()
Re: Timepass -April 2012
pir pata kar k mujhe b bata dain ![]()
wese tu aap girte hain ![]()
Re: Timepass -April 2012
Aaj weekend hai:yahoo:
Re: Timepass -April 2012
main samajhta tha ke usske liye 60 years old hona zaroori hai…![]()
Re: Timepass -April 2012
hamra nai hay ![]()
Re: Timepass -April 2012
mujhay to khansi key wajh say doctor nay mana kia howa hay ![]()
aap batain main keon hans raha hoon ![]()
iss main nachnay wali kia baat hay :nono:
LP aap to aik muhazib guppan hain please is tarah nah kia karain ![]()