Re: Timepass -April 2012
aap abhi tak ghusse me hain
mein aap ke sar mein lices daal doon gi ![]()
mujhey sirf khanay ki baatain pasand hain ![]()
mein na khaon to mujhe neend aa jaati hai ![]()
mujhe dahi bhale fruite chat samose pakore biryani roast daal chaawal salat kheer gaajar ka halwa bas abhi yehi bhej dain ![]()