Re: Timepass -April 2012
Bhai kissi nay gift key thi ![]()
telling you honestly i never used Mac OS aur sub kuch theek tha leekan phir main nay soch main kaafi expert ho gia hoon aur panga lay lia
Software engineer honay kay nuqsaan buhat hain leekan aab main nay faisla kar lia hay kah aainda naheen chairoon ga bus yah theek ho jay ![]()
Ghareeb ko uss key awqat say ziyada milna he naheen chahiye tha ![]()