Re: Timepass -April 2012
Idhar bhi yahi hota hay ![]()
Aik dafa mairay paroos key aurat hamaray ghar aai aur kahnay lagi maira shohar lahore gia tha aur Reema uss par aashiq ho gai
mairay to hosh urr gaiay keonkah uss ka shoahr kaway jaisay tha. main nay kaha bibi photo hay to uss nay kaha aur baray Fakhar say lay aai aur Woh Reema kay sath tha uss he tarah jo sarak par baithay hoye photographer banatay hain
![]()