Timepass -April 2012

Re: Timepass -April 2012

mairi sudharnay key umar naheen hay :barbie:

acha finger main cut hay :sannan: ** sannan sahitani shakal bana kar kuch sochtay hoye :x2: ****

yaar maira aik doost beeri buhat achi banata tha :hinna: bud bakhat nay aik dafa aisi sakhat beeri banai kay mairay to phaipray hil kar rah giay tha :emmy: