Re: Timepass -April 2012
aab yahi rahay gi bardashat karain :cobra:
waisay pahlay gupshup buhat speedy hota tha aur aab iss type key wajah say slow ho jay ga :cobra:
*** sannan ahmad apnay technical vies daitay hoye
*****
Cafe main aik thread open karnay walla hoon
PA main to open kar dia hay ![]()