Timepaas

Re: Timepaas

Aadaab Arz hay :-)

Re: Timepaas

paen tussi wadh o :d6c:

Re: Timepaas

adaadb :blush:

Re: Timepaas

assalaamo alaikum...kaise haiN sab?

Re: Timepaas

:salam: Gul Sis
kesi hain aap
kafi arse k baad ai hain aap GS per

Abi Shuruwaat hain :stuck_out_tongue:


Restored attachments:

Cheeky_013.gif

Dancing_018.gif

dancing_070.gif

bananas_006.gif

bathwc_002.gif

Re: Timepaas

:salam:
jite rahien khush rahien
kese hain aaap

Re: Timepaas

Wa Alaikum Asalaam bhai, Allah ka karam hay meiN theek thaak, aap sunaaiye kaisey mizaaj haiN?
bas Muskaan ne kaan khaa chhoRey they tou aa gai huuN :-d

Re: Timepaas

honsla g honsla :aj:

Re: Timepaas

Jiti rahien khush rahien
main theak thaak ALLAH ka sukar hay
oh MUS MUS kaaan khati hay kai us ne mike tison se training to nai li :eek:

Re: Timepaas

Bohat kr liya :stuck_out_tongue:


Restored attachments:

0007.gif

violent_119.gif

Re: Timepaas


**
welcome to the GS...kaise mizaaj haiN? kia kahiiN baahar gaii huii thiiN jo itne dinoN ke ba'd aanaa huaa? ummeed hai k aap baraabar yahaN aatii jaatii raheNgii...:)**

Re: Timepaas

:crying:

Re: Timepaas

Muskaan zindabad :slight_smile:

Re: Timepaas

isi khushi me 1 rone wali smily :crying: :stuck_out_tongue:

Re: Timepaas

:no:

Re: Timepaas

ab ham sab ko mil ker rona chahiye :crying: MM ke liye

Re: Timepaas

nai nai…hameN zehmat kiuN karnii…vo to Khud hameN rulaa deNgii :smiley:

Re: Timepaas

Un ke ronay pe rona to kam hansi ziada aati hai :D

Re: Timepaas


**
to vaisi haNsiye jo aadhii ahNsii ho aur aadhaa ronaa.....jaise Dilip Kumar ne kiyaa thaa film Aadmii meN...uskaa clip mil gayaa to dikhaauuNgaa...what a great acting it was :D**

Re: Timepaas

Dhoondo jaldi sey :hehe: