Timepaas

Re: Timepaas

jaroo daine k baad tikiyaan b tu maarni hoti hain na kesi ne

Re: Timepaas

*salaamaat...kaise mizaaj haiN? *

Re: Timepaas

mere khyal main ap ne takiyan kehna chaha,chalo koi gal nhi…ammi se keh dena aj zarur bana dain mujhe to spelling b bhool gay hain :omg:

Re: Timepaas

salaam :yawn:

Re: Timepaas

haaan woi woi
ab jis ko itna kaam karna parhe tu spelling ult pult tu ho e jate hain na
oper se had ho gai k takiyoo k liaye b meri hi t-shirts kaam ati hain :crying:

Re: Timepaas

w.slam :yawn:

Re: Timepaas

:wsalam: jit rahien khush rahien
kesi hain aap shabo paina

Re: Timepaas

wa’laikum assalaam…kaisi haiN?

Re: Timepaas

ye to waqi ziadti hai,to na rakha karain na itni betreen halat main k log takiyan samajh lain :omg: or ye muskan wala dora kiun parr gaya :smilestar:

Re: Timepaas

sb itna kaam karwate hain mujhe oper se u b maar rai ho :crying: :crying:

Re: Timepaas

nai paen main wadde para ko marne ki gustakhi nai ker sakti…wo to ye roni soorat dekh k muskaan yad a gai :@:

Re: Timepaas

jaise e MM yaad ai me ko aik to laga b di aap ne :crying:

Re: Timepaas

mai achi ho … ap ksay hain?

Re: Timepaas

Mai bohat acchiii ho... ap ksay hain?

Re: Timepaas


**
maiN shaklan to itnaa achchhaa nahiiN huN magar seeratan buraa nahiiN hahaha...bas Allah kaa karam hai...ninno nahiiN aa rahii HaalaaN k 2:30 am ho gaye :)**

Re: Timepaas

hawww kyu nahi arahi neeno? coffee ziyda pee li hai kya??? seeratan achay hain to bohat acchi baat hai.. soorat bhi achi hogi apnay monh mia mitho nahi bun rahay hogaye :D

Re: Timepaas

**
nai sachii…soorat bahot Kharaab hai…jab 00-100 kos door rata ko bachchaa rotaa ahi to amaN kahtii hai beTaa so jaa varna KK FaaKhta aa jaayegaa…:smiley:

maiN to roz 10 cup chai peetaa huN…merii seHat pe koi farq nahiiN paRtaa…agar chai na piyuN 10 cup tab ninno nahiiN aatii :slight_smile: lagta hai shahr emN curfew lagaa hai is liye bechaarii ninno raanii kahiiN raste meN phaNs gaiiN :crying:**

Re: Timepaas

dekho na bhai sab mujh masoom ko tang kerte :crying:

Re: Timepaas

main theak

Re: Timepaas

aap koh rota dekh ker
Mujhey bhi aaj rona aaya. :crying:

Yun toh her shaam aap kee ronay mein guzartee hai
Aaj kuch baat hai sub koh rona aaya. :crying: