Timepaas

Re: Timepaas

kahan ki morning g???yahan to jheenger bol rhe hain...

Re: Timepaas

Canada ki morning Shazia... barfeeli aur thitraa dainay wali... kaisi hu dost?

Re: Timepaas

i c…allhamdolillah :blush:

Re: Timepaas

assalaamo alaikum...kaise mizaaj haiN? :)

Re: Timepaas

Walaikum assalaam
ham sab theek hian

Re: Timepaas

aaj idhar itnii Khaamoshii kiuN hai? kia sab soying?

Re: Timepaas

:salam: ehle chaman :@:

Re: Timepaas

*ehl-e-chaman ek user haiN yahan... pata hai na? *

Re: Timepaas

ji yaad aya :bummer:

:salam: ehle - Poetry forum k members
ab theak hay kaya :@:

Re: Timepaas

**
perfect hai…vaise moHtaramah na jaane kahaN haiN aajkal…i miss her urdu posts :(**

Re: Timepaas

Walaikum assalaam :bummer: Kitni baar jawaab doon ab koi iaur baat bhi karo

Re: Timepaas

:crying:

Re: Timepaas

tum roti hi kyoon rehti ho Masoom :emmy: chalo ice cream khao aur chup ho jao shabaash

Re: Timepaas

acha :(

Re: Timepaas

maiN ba’d meN baat karuuNgaa…abhii me ko jaanaa hai baazaar bhabhi ko le kar…vo jab tak 5 mall roz na jhaaNk leN unko chain nahiiN paRtaa :omg:

Re: Timepaas

Koi hai. :yawn:

Re: Timepaas

**
u ne aise mashwara diya Shazia ko jaise Khud drive karte huye pooraa dhyaan lagaatii haiN…hehehe…maiN ne suna hai k aap sweater bunti haiN har chauraahe par…kia yeh sach hai? hehe**

Re: Timepaas

Hello everyone :wave: koii hai???

Re: Timepaas

ji aap ko chai chaihiye EB :smiley: mein abhi deti hoon saath mein samosay and mithai bhi

Re: Timepaas

salaamaat...kia aHvaal e waqa'ii haiN?