Timepaas

Re: Timepaas

lolzzzzzzzz :rotfl:

Re: Timepaas

akhri teeno achhay hain. :slight_smile:

Re: Timepaas

ab aap chahti hain k ye b distayaab na ho :hoonh:

harhtaal wagaira se kuch hasil hone wala nai hay

nai wo abi tak empty e hay

pir dino ko mera naam de dain :@:

Re: Timepaas

**
indo pak men kaun se kaam husool dekh ke kiye jaate haiN bhaiye…saii-e-laa_Haasil meN bhi to ek mazaa hai :omg:**

Re: Timepaas

lalach buri balaa hai. :emmy:

Re: Timepaas

acha panchoon e kar dian :bummer:

Re: Timepaas

Ik kaam howa tha LONG MARCH …

Re: Timepaas


**
long march to post count? mere kaan meN chupke se bataa do k iskaa raaz kia hai? :D**

Re: Timepaas

nai aap ne apne kaan saaf nai kiye howe is liaye main ne kaan main batana :D

Re: Timepaas

Azeezaan-e-man.... kesey heiN aap sab? :)

Re: Timepaas

:crying:

Re: Timepaas

Muskan how are you bachchey?

Re: Timepaas


**
nai nai...Ghalat! mere kaan kii warranty ko ba_Haal rakhne ke liye mujhe har 3 mahine par tuning karvaanii paRtii hai...abhii ek mahiine bhii nahiiN huye tune-up karvaaye huye...so be-fikr raheN...its clear N clean :D**

Re: Timepaas

Alhamdulillah Amal bhai ap kese ho?

Re: Timepaas

:salam: amal bhai
main theak ALLAH ka sukar hay
aap kese ho

Jitni sardi parh rahi hay ik din ki maiiilllll b kafi hay :stuck_out_tongue:

Re: Timepaas

Bilkul bhi theek nahi :(

Re: Timepaas

How are you IS? How is it going? :slight_smile:

Re: Timepaas

kion bhai kia hua :crying:

Re: Timepaas

Mai theak thaak ALLAH ka sukar hay aap kese hain
kuch nai bas listening old ghazals ....... wo b raat k 1:30 baje

Re: Timepaas

I don’t know what to do with musafir… :teary1: