Re: Timepaas
wese 99% cases mai girls e darhti hain ar baqi 1% case main chipkali darhti hay ![]()
Re: Timepaas
wese 99% cases mai girls e darhti hain ar baqi 1% case main chipkali darhti hay ![]()
Re: Timepaas
salaam...Good Morning...jaise mizaaj haiN sabhii ke? :) its a cold cold cold morning here...coldest morning of this winter so far. actual temperature is MINUS 29 degrees celsius and with windchill dactored in, it feels like MINUS 40 degrees celsius...:(
Re: Timepaas
Jite rahien khsuh rahien
WoW only -29 WoW :love:
Re: Timepaas
**
agar inna pasand aayaa to aa jaao yahaN aur enjoy karo aur mujeh Pakistan bhej do kisi lifaafe men band kar ke haha**
Re: Timepaas
** agar inna pasand aayaa to aa jaao yahaN aur enjoy karo aur mujeh Pakistan bhej do kisi lifaafe men band kar ke haha**
Ticket Baij dain main a raha hon :p :D
Re: Timepaas
wa alaikum salam ,IS and KKF dono k mizaj kese hein ![]()
Re: Timepaas
![]()
Re: Timepaas
**
ticket kii kia zaroorat? Google Earth kis din kaam aayegii…maiN to apnii baaraat bhii Google Earth pe le jaauuNgaa
ek second meN dunyaa ke ek Hisse se duusre Hisse pahoNch jaao
**
mizaaj mere THANDE haiN ![]()
Re: Timepaas
wahan sabzian gal gai hai and u r eating popcorn ![]()
Khayalat Freez na hon bas
![]()
Re: Timepaas
hehehe…Khayaalaat-e-munjamid ![]()
Re: Timepaas
wese 99% cases mai girls e darhti hain ar baqi 1% case main chipkali darhti hay :p
toh bas main 1% wali hun :@:
Re: Timepaas
shazia jee koi aisa shair btaya jis se dil ko sakoon mil jaye
Re: Timepaas
shazia jee koi aisa shair btaya jis se dil ko sakoon mil jaye
dil ka sakoon sirf Namaz me milta hai :P
Re: Timepaas
dil ka sakoon sirf Namaz me milta hai :P
mein ja rha tha waisay bhe maghrib ki namaz perhanay
Re: Timepaas
Sari qaom waisay hee putthe kamon mein lagee howee hai. :cobra:
Re: Timepaas
maray leay b dua karna
Re: Timepaas
yah phutta naheen sub say acha kaam hay, banda gheebat say bacha rahta hay :cobra: aap bhi piyaa karain ![]()
Re: Timepaas
Arza kia hay ![]()
Tou Call nah karya kar Bus SMS karya kar
Tou Call v nah karya kar, sannu bara dar lagda hay ![]()
Re: Timepaas
:cobra:
Re: Timepaas
Assalam o Alykum ... anybody home?