Re: Timepaas
mai lougoo se udhaaar laita e nai ![]()
Re: Timepaas
mai lougoo se udhaaar laita e nai ![]()
Re: Timepaas
mai sadkey,phir science…mera bacha tum aisa karo dr qadeer k sath mil k bom banao,yahan rona dal dal k apne talent ko zaya na karo ![]()
Re: Timepaas
kia ho rahaa hai meri Ghair maujoodgii meN? chalo sab namaaz paRho :)
abi Azaaan nai hoi yaha per :-)
Re: Timepaas
ye fot hote waqt hath uthana zaroori hay kaya ![]()
Re: Timepaas
toh kya kerte hain…gubay mar mar k cheen lete hain ![]()
Re: Timepaas
han bohat zaruri hai ta k mere merne k bad mera naam chapairron ki surat mai zinda rhe ![]()
Re: Timepaas
http://www.paklinks.com/gs/attachment.php?attachmentid=2200&stc=1&d=1295510256
http://www.paklinks.com/gs/attachment.php?attachmentid=2201&stc=1&d=1295510257
Re: Timepaas
abi Azaaan nai hoi yaha per :-)
to, azaan de deN na...maiN duuNgaa to mujhe bhii paRhnii paR jaayegii :D
Re: Timepaas
plz aisi batain na karain…mai ghalat asar le sakti hun ![]()
Re: Timepaas
uss ne to chori kia tha sab data phir bomb banaya tha ![]()
Re: Timepaas
**Ghalat asar ab kia lenaa…vo to le chukiiN haha ![]()
**
Re: Timepaas
azaan ho gai ab namaz parh lein
Re: Timepaas
han ye b hai per mai ab namaz perrhne ja rhi hoon…koi nhi lia ghalat asar ![]()
Re: Timepaas
wah bhai ab to rone k baghair he keh dia ![]()
Re: Timepaas
haaaaaaaaw ye b pata hai…phir jaldi se batao mene kis colour k kaprre pehne hue hain ![]()
Re: Timepaas
u ne black and white ![]()
Re: Timepaas
mene tumhare t.v ka nhi,apne suit ka colour poocha hai ![]()
Re: Timepaas
mera pas to tv nahi hai ![]()
Re: Timepaas
Re: Timepaas
^ Very touching Arif
k: