Timepaas

Re: Timepaas

:salam2: Subah Ba Kher

Re: Timepaas

Walaikum Assalaam
Shab ba khair :D

Re: Timepaas

yeh gadaa e gosha e "Timepass" bhii aa gayaa...ek laDDoo aur ek samose aur ek chai kaa sawaal hai baba...Allah ke anam pe de de...jo de uskaa bhii bhalaa aur jo na de vo meri jeb se nikli huii pistaul dekh le :)

Re: Timepaas

samosay itni raat ko khanay se heart burn ho jaaye gaa :snooty:

Re: Timepaas

raat? kaisi raat? abhi to merii shaam huii hai :slight_smile:

Re: Timepaas

raat ke bara bajey kaun si shaam hoti hai :mocking:

Re: Timepaas

**
ham lakhnau ke nawaabi daur ke bujhte huye chashm o charaaGh haiN…hamaarii shaam shuru hoti hai raat ke 12 baj kar savaa minute pe :)**

Re: Timepaas

ab nawabon kaa koi zamana nahi raha aajkal koii aisay nawabon ko nahi poochta :snooty:

Re: Timepaas

haN yeh to hai…bechaare nawaab lucknow meN ek rupaiye kii naqd chai lete haiN to do rupaiye kii udhaar malaaii dalvaate haiN :frowning: sad!

Re: Timepaas

Jiti rahien khush rahien
meri tu subah ba kher e hay :D

Re: Timepaas

*subHun Khair :) *

Re: Timepaas

:-)
aap ki night hay na
is liaye aap ko Good Night :D

Re: Timepaas

ahaan magar amiN jaa nahiiN rahaa bro...abhi huN idhar hii...oh u mean good night not as a good bye lol :)

Re: Timepaas

Nai aap so jaoo
subah school b jana hay aap ne :emmy:

PS:- Mai b aap ko kahi nai baij raha
:smiley:

Re: Timepaas

:crying:

Re: Timepaas

:snooty: drama queen :naraz:

Re: Timepaas

:crying:

Re: Timepaas

rona dhona band karo baba…buraa shagun hotaa hai :smiley:

Re: Timepaas

mera intekhabi nishaan hai bas :crying:

Re: Timepaas

to meraa intiKhaabii nishaan hogaa yeh :omg: