Re: Timepaas
**
are vo kahaavat hai na k “vo din gaye jab Khalil KhaN FaaKhta” uRaayaa karte the…yeh hamaare lucknow kii kahaavat hai. nawaabii advaar meN nawaaboN kaa kuchh aur kaam to thaa nahiiN sivaaye kabootar baazii ke to isii liye rakh liyaa k ham nawaab hoN na hoN par be-kaar ke kaam to ahm bhi karte haiN lol**