****Time passssss *** October

Re: ****Time passssss *** October

Na bhai na..mujh jaise makkaro ki bhi bahut ahmiyat hai duniya mai..makkari ki bhi kadra karni chahiye..mujh jaise makkar na hote toh duniya mai itna development ho jaata k earth ki aadhi population doosre planet pe shift ho jaati…aur population control karne mai bhi toh hamara bahut bada yogdaan hai..:wink: