****Time passssss *** October

Re: ****Time passssss *** October

hmmm, yahan kababeesh restaurant me pakte hain, 7 tehon wala pratha itna mazedar hota hai ke kya btaun, upar se desi ghee me chopRa hota hai :yummy: